Aap iss total patente B ki theory main road par gari chalany ky mutaliq qawaid o qawaneen aur road par milny wally tamam signboards parhain ghain.
25 chapters hain aur har chapter ka specific topic ha, jis ki aap ko detail
sy explaintion mily ghi, study karain jab bhi cahain.
Kiya aap ko lagta ha ky aap itni achi italian nahi janty?
No problem: total video course teyar kia ghya ha uss team ki tarf sy jo expert ha italian aur apni mother language main aur jinhou ny word to word urdu, hindi
aur punjabi main translation kar ky aap ki hidmat main paish kia ha.
Kisi topic ki samjah nahi aye? To aap jitni dafa cahain, seekhen aur time ki limit ky beghair dobara audio lesson sun sakty hain. Har chapter ky end main apni teyari ka level check kar sakty hain.

Learn B-Licence with Bilawal Coaching Center

Learn C-Licence with Bilawal Coaching Center

Learn CQC Licence with Bilawal Coaching Center